(https://preview.redd.it/w1umjxmne5wg1.jpeg?auto=webp&s=d937a9a579ceb55540120e7668db8b1f45c94e8c)
Yeh sabse bekaar meme hai jo maine dekha hai.
*Processing img mepv3by7h5wg1...*
For me:
2016 - when I become big, I'll build a gaming PC with a graphics card.
2026 - when I become big, I'll build a gaming PC with a graphics card.
2016 mein bhi kangaal.
2026 mein bhi kangaal.
Aur jab hamari baari aayi PC kharidne ki,
AI waale ne sab kuch bigaad diya.
2016: game khelne ke liye PC banata hoon, chalo.
2026: investment ke liye PC banata hoon, chalo.
Waise hi, main free upgraded RTX 5090 leke chal raha hoon.